Monday, June 15, 2009

Jhakaaaaaash Effects of Anandi Ji's DSN

Pehle zindagi main tha

na josh na umang

ab to har pal main hai

anand hi anand

anand aur tarang

sukh main anand

dukh main anand

dard main anand

anand main parmanand


Pehle zindagi main tha

na koi ras

aur na hi koi aa raha tha raas

ab to na koi fikr hai

na to koi tension

kyunki ab hai

har cheez jhakaaaaaaas


Rula rula kar dho diya

dho dho kar chamka diya

Padmasadhna karva ke

mentally aur physically fit bana diya

jhak jhak jhak jhak kar ke
apne jaisa jhakaaaaaaas bana diya


Jo mila kar liya usse grahan

fir bhi na mana
to kar diya arpan aur samparpan

fir bhi na samjha main aaya

to keh diya "Oh ho, oh ho !!! aise bhi log hote hain"


Pehle tha " Pappu cant dance"

Ab to pappu bhi nachne lag gaya hai

Kyun ki ab to woh bhi

Rock solid ho gaya hai

Kyunki ab woh samjh gaya hai

ki ek muskaan ke liye

pagal banna kitna bhala hai

Lekin pappu kya sach main

pass ho hopayega???

woh to samay hi batayega

jo knowledge points ko

apne jeevan main apnayega

JEE JAAYEGA...

1 comment:

neelam sharma said...

wah wah kya baat hai ! even I am looking for DSN with Anandji !can any one send him to Denmark ....?